खच

Kabir and Nyra
खामोशी चीखती है
Har khamoshi ke peeche ek sach chhupa hai. Khamoshi Chikhti Hai laata hai cold cases, unsolved mysteries aur true crime kahaniyan — national aur international dono. Un victims ki awaaz jo kabhi sun nahi paayi gayi. Hum unki khamoshi nahi, unki cheekh hain — jo kabhi nahi rukti. Suno agar himmat hai.